Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTanvir Naqvi
HomeTanvir Naqvi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera fariyaad hai fariyaad hai takdeer ne loota hai baseraa mera loota hai baseraa barbaad hai dil ujda hai aashaayon ka mela hoon jag mein akela barbaad hai dil barbaad hai dil ujda hai aashaayon ka mela hoon jag mein akela ujdi huyi basti mein hai ujdi huyi basti mein hai har or andhera ab kaun hai mera kya khatm na honge kabhi yeh ghum ke fasaane furkat ke zamaane kya khatm na honge kabhi yeh ghum ke fasaane furkat ke zamaane kehte hain har ek raat ka kehte hain har ek raat ka hota hai savera ab kaun hai mera toone mujhe loota teri duniya ne sataaya toone mujhe loota teri duniya ne sataaya teri duniya ne sataaya ab tu hi bata kya yahi ab tu hi bata kya yahi insaaf hai tera ab kaun hai mera ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera fariyaad hai fariyaad hai takdeer ne loota hai baseraa mera loota hai baseraa fariyaad hai
hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmm hmmm hmm hmm aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaa banwari chakori banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori aise mein aake sanammm dil mein samaa jaaaa ab to aa jaa aise mein aake sanammm dil mein samaa jaaaa ab to aa jaa dekh dekh raah teri main to huyi beqaraar banwari chakori banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa mil ke tujhe dil mein mere bajti hai shehnaayi chhanak chhanak naach uthi ab meri tanhaayi chaand raat ghoom ke phir laayi hai kirnon ke haar banwari chakori banwari chakori kare duniyaa se chori chori chanda se pyaar banwari chakori aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa tere siwa mujhko sanam aur naa kuchh bhaaye tujh pe fida hone ko dil machal machal jaaye dil to hai kya
yahi dua hai ke tujhko mile sitam ki sazaa jo mere dil ka hai wo haal ho tere dil ka bechain karne waale bechain karne waale tu bhi na chain paaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate guzra hua zamana tujhko bhi yaad aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tadpe teri muhabbat roye teri jawaani har aah tere lab par fariyaad ban ke aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale toote tere sahaare koi bhi ho na tera toote tere sahaare koi bhi ho na tera meri tarah se tu bhi apne pe reham khaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale
dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan dekhte dekhte jal gaya aashiyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan tujhse kaise kahun dard ka manjara maine socha tha kya aur kya ho gaya paas aaye magar ho gayi dooriyaan paas aaye magar ho gayi dooriyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan sabke hote huye bhi akeli hoon main sabke hote huye bhi akeli hoon main aap apne liye ik paheli hoon main haaye majbooriyaan haaye lachariyaan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar phunk raha hai jigar ji rahi hoon magar haaye main lut gayi tu raha bekhabar mujhpe rote rahe ye zamin aasman dekhte dekhte jal gaya aashiyan reh gayi raakh si uth raha hai dhuan kya sunaun tujhe pyaar ki daastan
na hanso pyaar peee nadaan zamaane waaloo kya mitaaoge mohabbat ko mitaane waloo hazaaron rang badlega zamaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana pighal jaate hain patthar mom ho kar pighal jaate hain patthar mom ho kar simat jaate hain katre mein samandarr muhabbat chhedti hai jab taraana muhabbat chhedti hai jab taraana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana ude to chaand taare tod laaye ude to chaand taare tod laaye gire to aag paani mein lagaye banaaye bijliyon pe aashiyana banaaye bijliyon pe aashiyana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana muhabbat maut se bhi kya maregi muhabbat maut se bhi kya maregi zamaane se muhabbat kya daregi ki iski thokaron mein hai zamaana ki iski thokaron mein hai zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat
kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke hum soch rahe the kabhi dil dil se milenge jeevan mein mohabbat ke kabhi phool khilenge ye kya thi khabar tum ko naa aayegi daya bhi rakh doge kisi din meri duniya ko mitaa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan aakaash hi dushman nahin dushman hai zameen bhi dukh dard ke maare ko nahin chain kahin bhi chain kahin bhi iss jeene se ab maut hi aa jaaye to achchhaa jab chhut gaya haath un ka mere haathon mein aake armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan maaloom naa tha khaak mein mil jaayenge ik din khud apni hi hum aag mein jal jaayenge ek din tumse to ye ummeed na thi jal ke khewaiyyaa naiya ko dubo doge kinaare hi pe laa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan
mat samjho neer bahaati hoon main jalte jal ki boondon se nainon ki pyaas bujhaati hoon mat samjho neer bahaati hoon mujhe rone se kya kaam sakhi in ansuvan mein hai shyaam sakhi in asuvan mein hai shyaam sakhi nainon mein basa kar jinki chhavi main man hi man muskaati hoon mat samjho neer bahaati hoon ye aansu dil ke sahaare hain ye aansu jaan se pyaare hain ye aansu jaan se pyaare hain main in taqdeer ke taaron se soye hue bhaag jagaati hoon mat samjho neer bahaati hoon har aansu mein unki murat hai milne ki yahi ek surat hai har aansu mein unki murat hai milne ki yahi ek surat hai palkon pe saja kar asuvan ko main pee ke darshan paati hoon mat samjho neer bahaati hoon main jalte jal ki boondon se nainon ki pyaas bujhaati hoon mat samjho neer bahaati hoon
tujhe pyaar aaye kisi pe kab tera jo sitam hai so besabab tujhe pyaar aaye kisi pe kab tera jo sitam hai so besabab tera aur zamaane ka ek dab teri har ada mein wohi gazab tera aur zamaane ka ek dab teri har ada mein wohi gazab magar aye hasina ae naazneen mujhe tujhse koi gila nahin teri berukhi bhi qabool hai ke ye apne dil ka usool hai teri berukhi bhi qabool hai ke ye apne dil ka usool hai tu nigahe shauk ki bhool hai tera aitbaar fuzool hai tu nigahe shauk ki bhool hai tera aitbaar fuzool hai magar aye hasina ae naazneen mujhe tujhse koi gila nahin tera husn fitna e dehar hai tera rang aag ki lehar hai tera husn fitna e dehar hai tera rang aag ki lehar hai teri akhdiyon mein wo zehar hai jo bala hai zulm hai kehar hai teri akhdiyon mein wo zehar hai jo bala hai zulm hai kehar hai magar aye hasina ae naazneen mujhe tujhse koi gila nahin tera husn mehve jafa sahi ye jafa bhi teri ada sahi tera husn mehve jafa sahi ye jafa bhi teri ada sahi ye ada wafa ka sila
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Kaun Hai Mera Anmol Ghadi (1946) 03:22 14605
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Surendar
Duration : 03:22   Song Number : 14605   

Banwari Chakori Kare Duniyaa Se Chori Anarkali (1958) 03:56 11244
 
Poster of Anarkali (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Rasheed Attre
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Mohammad Afzal
Duration : 03:56   Song Number : 11244   

Bechain Karne Waale Yasmin (1955) 03:51 37766
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:51   Song Number : 37766   

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyaan Naata (1955) 03:25 37666
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:25   Song Number : 37666   

Hazaaron Rang Badlega Zamaana Shirin Farhad (1956) 03:50 39893
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 39893   

Kya Mil Gaya Bhagwaan Anmol Ghadi (1946) 03:12 39017
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:12   Song Number : 39017   

Mat Samjho Neer Bahati Hoon Naata (1955) 03:10 17660
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:10   Song Number : 17660   

Tujhe Pyaar Aaye Kisi Pe Rahguzar (1960) 03:05 39890
 
Poster of Rahguzar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Moslehuddin
Singer- 
Salim Raza
Duration : 03:05   Song Number : 39890   
Karaoke Songs of tanvir naqvi, Sad Songs of tanvir naqvi, Love Songs of tanvir naqvi, Dance Songs of tanvir naqvi, Hip-hop songs of tanvir naqvi, Best songs of tanvir naqvi, Super hit songs of tanvir naqvi, hit songs of tanvir naqvi, duet songs of tanvir naqvi, solo songs of tanvir naqvi, old songs of tanvir naqvi, famous songs of tanvir naqvi, Hindi Karaoke Songs of tanvir naqvi, Hindi Sad Songs of tanvir naqvi, Hindi Love Songs of tanvir naqvi, Hindi Dance Songs of tanvir naqvi, Hindi Hip-hop songs of tanvir naqvi, best Hindi songs of tanvir naqvi, super hit Hindi songs of tanvir naqvi, hit Hindi songs of tanvir naqvi, duet Hindi songs of tanvir naqvi, solo Hindi songs of tanvir naqvi, old Hindi songs of tanvir naqvi, famous Hindi songs of tanvir naqvi, Sing Along Songs of tanvir naqvi, Sing Along Sad Songs of tanvir naqvi, Sing Along Love Songs of tanvir naqvi, Sing Along Dance Songs of tanvir naqvi, Sing Along Hip-hop songs of tanvir naqvi, Sing Along Best songs of tanvir naqvi, Sing Along Super hit songs of tanvir naqvi, Sing Along hit songs of tanvir naqvi, Sing Along duet songs of tanvir naqvi, Sing Along solo songs of tanvir naqvi, Sing Along old songs of tanvir naqvi, Sing Along famous songs of tanvir naqvi